Poet
اختر علی اختر
Poems
- اجالوں کی نمائش ہو رہی ہےاندھیروں سے بھی سازش ہو رہی ہےujāloñ kī numā.ish ho rahī haiandheroñ se bhī sāzish ho rahī hai
- تم نے دیوانہ کیا اچھا ہواہر جگہ میرا جنوں رسوا ہواtum ne dīvāna kiyā achchhā huāhar jagah merā junūñ rusvā huā
- حریم کعبہ بنا دی وہ سر زمیں میں نےترے خیال میں رکھ دی جہاں جبیں میں نےharīm-e-ka.aba banā dī vo sar zamīñ maiñ netire ḳhayāl meñ rakh dī jahāñ jabīñ maiñ ne
- دل کی آرزو تھی درد درد بے دوا پایاکیا سوال تھا میرا اور کیا جواب ان کاdil kī ārzū thī dard dard-e-be davā pāyākyā savāl thā merā aur kiyā javāb un kā
- دل و جاں ہم نثار کرتے ہیںوہ نگاہوں سے وار کرتے ہیںdil-o-jāñ ham nisār karte haiñvo nigāhoñ se vār karte haiñ
- فریب جلوہ کہاں تک بروئے کار رہےنقاب اٹھاؤ کہ کچھ دن ذرا بہار رہےfareb-e-jalva kahāñ tak barū-e-kār rahenaqāb uṭhā.o ke kuchh din zarā bahār rahe