حریم کعبہ بنا دی وہ سر زمیں میں نے
اختر علی اخترحریم کعبہ بنا دی وہ سر زمیں میں نے
ترے خیال میں رکھ دی جہاں جبیں میں نے
مجھی کو پردۂ ہستی میں دے رہا ہے فریب
وہ حسن جس کو کیا جلوہ آفریں میں نے
چٹک میں غنچے کی وہ صوت جاں فزا تو نہیں
سنی ہے پہلے بھی آواز یہ کہیں میں نے
رہین منزل وہم و گماں رہا اخترؔ
اسی میں ڈھونڈھ لیا جادۂ یقیں میں نے
harim-e-kaaba bana di wo sar zamin main ne
tire khayal mein rakh di jahan jabin main ne
mujhi ko parda-e-hasti mein de raha hai fareb
wo husn jis ko kiya jalwa afrin main ne
chutak mein ghunche ki wo saut-e-jan faza to nahin
suni hai pahle bhi awaz ye kahin main ne
rahin-e-manzil wahm-o-guman raha akhtar
isi mein dhundh liya jada-e-yaqin main ne