Poet
ابومحمد سید حسین سیفی
Poems
- اسی چیز کی کوئی عزت نہیںزمانے کو جس کی ضرورت نہیںisī chīz kī koī izzat nahīñzamāne ko jis kī zarūrat nahīñ
- جہل حیوان کی نشانی ہےعقل انسان کی نشانی ہےjahl haivān kī nishānī haiaql insān kī nishānī hai
- علم کو پرہیزگاری چاہئےگلشنوں کو آبیاری چاہئےilm ko parhezgārī chāhiyegulshanoñ ko ābiyārī chāhiye
- فخر سمجھا در دل دار پہ مر جانے کوکیسے دانائی یہ سوجھی ترے دیوانے کوfaḳhr samjhā dar-e-dil dār pe mar jāne kokaise dānā.ī ye sūjhī tire dīvāne ko
- نہ ہو پہلو میں جب دل زندگی کیاارے ہم کیا ہماری دل لگی کیاna ho pahlū meñ jab dil zindagī kyāare ham kyā hamārī dil lagī kyā
- نہیں کام آتی محبت کسی کینہ آئے کسی پر طبیعت کسی کیnahīñ kām ātī mohabbat kisī kīna ā.e kisī par tabī.at kisī kī
- ہم سلامت ہیں تو اپنا گھر بھی ہےزر بھی ہے زر گر بھی ہے زیور بھی ہےham salāmat haiñ to apnā ghar bhī haizar bhī hai zar gar bhī hai zevar bhī hai