Aaj ka kalaam · Ghazal
Ameer Minai
1829–1900achchhe īsā ho marīzoñ kā ḳhayāl achchhā haiham mare jāte haiñ tum kahte ho hāl achchhā haitujh se māñgūñ maiñ tujhī ko ke sabhī kuchh mil jā.eso savāloñ se yahī ek savāl achchhā haidekh le bulbul-o-parvāna kī betābī kohijr achchhā na hasīnoñ kā visāl achchhā haiā gayā us kā tasavvur to pukārā ye shauqdil meñ jam jā.e ilāhī ye ḳhayāl achchhā hai6 mein se 4 ashaarPoori ghazal parhein



