Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

The sher of

lab pe ātī hai duā ban ke tamannā merīzindagī sham.a kī sūrat ho ḳhudāyā merī
Allama Iqbal1877–1938 · from a nazm
=-==--==--====Ramal Musamman Makhbun Mahzuf Maqtu' · both lines in meter
Poem of the day · Ghazal

Khwaja Mir Dard

1721–1785
arz-o-samā kahāñ tirī vus.at ko pā sakemerā hī dil hai vo ke jahāñ tū samā sake
vahdat meñ terī harf duī kā na ā sakeā.īna kyā majāl tujhe muñh dikhā sake
maiñ vo fatāda hūñ ke baġhair az fanā mujhenaqsh-e-qadam kī tarah na koī uṭhā sake
qāsid nahīñ ye kām tirā apnī rāh leus kā payām-e-dil ke sivā kaun lā sake