Poet
Zafar Kamali
b. 1959
Poems
- گماں کی حد سے گزر کر یقیں کی حد میں آئےوہ آسمان اگر ہے زمیں کی حد میں آئےgumāñ kī had se guzar kar yaqīñ kī had meñ ā.evo āsmān agar hai zamīñ kī had meñ ā.e
- گھر میں رہتا ہوں تو پاؤں میں سفر جاگتا ہےجیسے آغوش میں دریا کے بھنور جاگتا ہےghar meñ rahtā hūñ to pā.oñ meñ safar jāgtā haijaise āġhosh meñ dariyā ke bhanvar jāgtā hai
- نام سے گاندھیؔ کے چڑھ بیر آزادی سے ہےنفرتوں کی کھاد ہیں الفت مگر کھادی سے ہےnām se gāndhī ke chaṛh bair āzādī se hainafratoñ kī khād haiñ ulfat magar khādī se hai
- ہنسی میں حق جتا کر گھر جمائی چھین لیتا ہےمرے حصے کی ٹوٹی چارپائی چھین لیتا ہےhañsī meñ haq jatā kar ghar jamā.ī chhīn letā haimire hisse kī ṭūṭī chārpā.ī chhīn letā hai
- آتا ہے یاد مجھ کو اسکول کا زماناوہ دوستوں کی صحبت وہ قہقہے لگاناātā hai yād mujh ko iskūl kā zamānāvo dostoñ kī sohbat vo qahqahe lagānā
- سمجھتا ہے اسے سارا زمانہکتابیں علم و حکمت کا خزانہsamajhtā hai use sārā zamānakitābeñ ilm-o-hikmat kā ḳhazāna
- کر دیں گے ہم اس پر اپنا تن من دھن قربانسب سے اچھا سب سے نیارا پیارا ہندوستانkar deñge ham us par apnā tan man dhun qurbānsab se achchhā sab se nayārā pyārā hindostān
- کسی کوے نے اک کوئل سے پوچھابتا بہنا کہ ہے یہ ماجرا کیاkisī kavve ne ik koyal se pūchhābatā bahnā ke hai ye mājrā kyā
- گرچہ پودا ابھی ہوں چھوٹا ساآرزو دل میں ہے مرے کیا کیاgarche paudā abhī hūñ chhoṭā sāārzū dil meñ hai mire kyā kiyā
- منی بولی پیاری آشاکتنی بھولی میری گڑیاmanī bolī pyārī āshākitnī bhūlī merī guṛiyā
- ہم کو ہے فخر اس پر ہم ہیں شریر بچےماہر ہیں اپنے فن میں ہم بے نظیر بچےham ko hai faḳhr us par ham haiñ sharīr bachchemāhir haiñ apne fan meñ ham be nazīr bachche
- یہ موسم ہے امنگوں کا ترنگوں کا زمانہ ہےچمن کے پھول ہیں ہم کام اپنا مسکرانا ہےye mausam hai umangoñ kā tarangoñ kā zamāna haichaman ke phūl haiñ ham kām apnā muskurānā hai
- اس زمانے کی عجب تشنہ لبی ہے اے ظفرؔپیاس اس کی صرف بجھتی ہے ہمارے خون سےis zamāne kī ajab tishna labī hai ai zafarpyās us kī sirf bujhtī hai hamāre ḳhūn se
- نگاہوں میں جو منظر ہو وہی سب کچھ نہیں ہوتابہت کچھ اور بھی پیارے پس دیوار ہوتا ہےnigāhoñ meñ jo manzar ho vahī sab kuchh nahīñ hotābahut kuchh aur bhī pyāre pas-e-dīvār hotā hai
- وہی سلوک زمانے نے میرے ساتھ کیاکیا تھا جیسا مشرف نے بے نظیر کے ساتھvahī sulūk zamāne ne mere sāth kiyākyā thā jaisā musharraf ne be nazīr ke sāth