Poet
Zafar Kamali
b. 1959
Poems
- گماں کی حد سے گزر کر یقیں کی حد میں آئےوہ آسمان اگر ہے زمیں کی حد میں آئےgumāñ kī had se guzar kar yaqīñ kī had meñ ā.evo āsmān agar hai zamīñ kī had meñ ā.e
- گھر میں رہتا ہوں تو پاؤں میں سفر جاگتا ہےجیسے آغوش میں دریا کے بھنور جاگتا ہےghar meñ rahtā hūñ to pā.oñ meñ safar jāgtā haijaise āġhosh meñ dariyā ke bhanvar jāgtā hai
- نام سے گاندھیؔ کے چڑھ بیر آزادی سے ہےنفرتوں کی کھاد ہیں الفت مگر کھادی سے ہےnām se gāndhī ke chaṛh bair āzādī se hainafratoñ kī khād haiñ ulfat magar khādī se hai
- ہنسی میں حق جتا کر گھر جمائی چھین لیتا ہےمرے حصے کی ٹوٹی چارپائی چھین لیتا ہےhañsī meñ haq jatā kar ghar jamā.ī chhīn letā haimire hisse kī ṭūṭī chārpā.ī chhīn letā hai