Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Zafar Ajmi

b. 1966

Poems

Meter
  1. ā ke jab ḳhvāb tumhāre ne kahā bism allāhdil musāfir thake hāre ne kahā bism allāh
  2. ummīd-e-sub.h bahārāñ ḳhizāñ se khīñchte haiñye tīr roz-e-dil nātavāñ se khīñchte haiñ
  3. badan se rūh talak ham lahū lahū hue haiñtumhāre ishq meñ ab jā ke surḳh rū hue haiñ
  4. tū ne kyūñ ham se tavaqqo na musāfir rakhīham ne to jāñ bhī tire vāste hāzir rakhī
  5. jān-e-be tāb ajab tere ṭhikāne niklebārish-e-sang meñ sab ā.īna ḳhāne nikle
  6. ḳhushā ai zaḳhm ke sūrat na.ī nikaltī haibajā.e ḳhūn ke ab raushnī nikaltī hai
  7. har samt shor banda-o-sāhab hai shahr meñkyā ahd-e-talḳh hifz-e-murātib hai shahr meñ
  8. ye ahd kyā hai ke sab par girāñ guzartā haiye kyā tilism hai kyā imtihāñ guzartā hai