Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yaseen Afzal

b. 1949

Poems

  1. bārish rukī vabā.oñ kā bādal bhī chhuṭ gayāaisī chaleñ havā.eñ ke mausam palaṭ gayā
  2. palkoñ pe rukā qatra-e-muztar kī tarah hūñbāhar se bhī be chain meñ andar kī tarah hūñ
  3. zehn kā kuchh muntashir to hāl kā ḳhasta rahākitnā merī zāt se vo shaḳhs vābasta rahā
  4. ret ke ik shahr meñ ābād haiñ dar dar ke logbe zamīñ be āsmāñ be pā.oñ ke be sar ke log
  5. zaḳhm mere dil pe ik aisā lagāapnī jāñ kā rūh ko dhaṛkā lagā
  6. nishāt us ne ajab qurb kī nichhāvar kīkhaṛī thī bīch meñ dīvār dil ke andar kī
  7. siyāh rāt kā bādal saroñ se chhuṭṭe hīmire darīche ke nange safed shīshe par
  8. zindagī ke aise dorāhe par ā kar ruk gayā hūñhar musāfir