Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Yaqoob Tasawwur

b. 1945

Poems

  1. agar sab sach ke matvāle hue haiñzabāñ par qufl kyūñ ḍāle hue haiñ
  2. husūl-e-rizq ke armāñ nikālte guzrīhayāt ret se sake hī ḍhālte guzrī
  3. darūn-e-halqa-e-zanjīr hūñ maiñshikasta ḳhvāb kī ta.abīr hūñ maiñ
  4. diloñ meñ dard hī itnā kashīd rakhā haike ānkh ānkh ne ānsū kashīd rakhā hai
  5. rūbarū but ke duā kī bhūl ho jā.e to phiraur phir vo hī duā maqbūl ho jā.e to phir
  6. kabhī rauzanoñ se pukārnā kabhī dar ke chāk se dekhnāsar-e-bazm us kā kabhī mujhe baṛe inhimāk se dekhnā
  7. gardish-e-muqaddar kā silsila jo chal jā.edūsrā itāb ā.e ik balā jo ṭal jā.e
  8. mire chāroñ taraf ek āhanī dīvār kyūñ haiagar sachchā hūñ maiñ sach kā muqaddar hār kyūñ hai
  9. musāfiroñ ke ye vahm-o-gumāñ meñ thā hī nahīñke rāhbar to koī kārvāñ meñ thā hī nahīñ
  10. har ek gām pe ik but banānā chāhā haijise bhī chāhā bahut kāfirāna chāhā hai