Poet
Yahya Amjad
Poems
- پھر لب پہ تیرا ذکر ہے پھر تیرا نام ہےپھر جاں لٹانے والوں کا اک ازدحام ہےphir lab pe terā zikr hai phir terā nām haiphir jāñ luṭāne vāloñ kā ik izdihām hai
- بحث تو اپنی ہے ہی نہیں طاقت والوں سےسارے دعوے ان کے الگ ہیں اپنی دلیلیں الگ سی ہیںbahs to apnī hai hī nahīñ tāqat vāloñ sesāre da.ave un ke alag haiñ apnī dalīleñ alag sī haiñ
- خدا گواہ دل اک لمحہ بھی نہیں غافلتمہاری یاد بھی باقی ہے دکھ بھی باقی ہےḳhudā gavāh dil ik lamha bhī nahīñ ġhāfiltumhārī yād bhī bāqī hai dukh bhī bāqī hai
- طاقت ساری آپ کے بس میںساری ذہانت آپ کی ہےtāqat sārī āp ke bas meñsārī zihānat āp kī hai
- نوحے لکھتے لکھتے یہ دل تھک جاتا ہےبکھرے ہوئے ہیں سب دل والےnauhe likhte likhte ye dil thak jātā haibikhre hue haiñ sab dil vāle
- شہرت اور عزت کے زینے پر چڑھتے فن کارکا سایہ ذلت کے پاتال میں اترا جاتا ہےshohrat aur izzat ke zīne par chaṛhte fan kārkā sāya zillat ke pātāl meñ utrā jātā hai