Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Ujjawal Vashishtha

b. 1997

Poems

Meter
  1. us ko jitnā bhalā rahā hūñ maiñitnā nazdīk pā rahā hūñ maiñ
  2. agar kar leñ tirā dīdār ānkheñtū achchhī kyūñ na hūñ bīmār ānkheñ
  3. tirī ḳhadamāt meñ baiṭhe hue haiñke sab auqāt meñ baiṭhe hue haiñ
  4. kahīñ to ho taraf dārī hamārīkabhī to pīṭh ho bhārī hamārī
  5. gardan meñ tauq pā.oñ meñ zanjīr dekh karhairat huī hai dost kī tasvīr dekh kar
  6. mubārak bād phūloñ ke liye aur ḳhār par la.anatare mālī usūloñ par tire kirdār par la.anat
  7. mubārak hūñ tujhe ḳhairāt ke gulkhuleñge phir mire hālāt ke gul
  8. mohabbat meñ baṛā chhoṭā nahīñ haimagar aisā kabhī hotā nahīñ hai