Poet
Tahira Jabeen
Poems
- اپنے حصے کی زمیں بھی چاہیےدل مکاں کو اک مکیں بھی چاہیےapne hisse kī zamīñ bhī chāhiyedil makāñ ko ik makīñ bhī chāhiye
- جو بھی حق پر ہو وہی دار و رسن تک پہنچےآدمی آج کا یوں رسم کہن تک پہنچےjo bhī haq par ho vahī dār-o-rasan tak pahuñcheādmī āj kā yūñ rasm-e-kuhan tak pahuñche
- جو سر پر ہے شجر میرا نہیں ہےمکیں ہوں اور گھر میرا نہیں ہےjo sar par hai shajar merā nahīñ haimakīñ hūñ aur ghar merā nahīñ hai
- زندگی سے ہو مفر ممکن نہیںلاکھ چاہو تم مگر ممکن نہیںzindagī se ho mafar mumkin nahīñlākh chāho tum magar mumkin nahīñ
- کبھی اثر نہ مرے حرف مدعا میں رہانہ اختیار کوئی دست نارسا میں رہاkabhī asar na mire harf-e-mudda.ā meñ rahāna iḳhtiyār koī dast-e-nārasā meñ rahā
- میں کیا مثال دوں کوئی تری مثال کے بعدنہیں جمال کوئی بھی ترے جمال کے بعدmaiñ kyā misāl dūñ koī tirī misāl ke ba.adnahīñ jamāl koī bhī tire jamāl ke ba.ad
- نغمۂ زیست گنگنائے کونآگہی کا عذاب اٹھائے کونnaġhma-e-zīst gungunā.e kaunāgahī kā azāb uṭhā.e kaun