Poet
سردار گینڈا سنگھ مشرقی
Poems
- آ کدھر ہے تو ساقیٔ مخموربھر کے دے جام بادۂ انگورā kidhar hai to sāqī-e-maḳhmūrbhar ke de jām-e-bāda-e-angūr
- اگر الٹی بھی ہو اے مشرقیؔ تدبیر سیدھی ہومگر یہ شرط ہے انسان کی تقدیر سیدھی ہوagar ulṭī bhī ho ai mashriqī tadbīr sīdhī homagar ye shart hai insān kī taqdīr sīdhī ho
- الٰہی خیر ہو وہ آج کیوں کر تن کے بیٹھے ہیںکسی کے قتل کرنے کو بھبھوکا بن کے بیٹھے ہیںilāhī ḳhair ho vo āj kyūñ kar tan ke baiṭhe haiñkisī ke qatl karne ko bhabhūkā ban ke baiṭhe haiñ
- ان بتوں سے ربط توڑا چاہئےچاہئے اب ان کو تھوڑا چاہئےun butoñ se rabt toṛā chāhiyechāhiye ab un ko thoṛā chāhiye
- بجز سایہ تن لاغر کو میرے کوئی کیا سمجھےمری صورت کو محفل میں وہ نقش بوریا سمجھےbajuz sāya tan-e-lāġhar ko mere koī kyā samjhemirī sūrat ko mahfil meñ vo naqsh-e-boriyā samjhe
- بوسہ دیتے ہو اگر تم مجھ کو دو دو سب کے دوجیبھ کے دو سر کے دو رخسار کے دو سب کے دوbosa dete ho agar tum mujh ko do do sab ke dojībh ke do sar ke do ruḳhsār ke do sab ke do
- تمہیں شب وعدہ درد سر تھا یہ سب ہیں بے اعتبار باتیںیقیں نہ آئے گا ہم کو ہرگز بناؤ گو تم ہزار باتیںtumheñ shab-e-va.ada dard-e-sar thā ye sab haiñ be etibār bāteñyaqīñ na ā.egā ham ko hargiz banā.o go tum hazār bāteñ
- تیری محفل میں جتنے اے ستم گر جانے والے ہیںہمیں ہیں ایک ان میں جو ترا غم کھانے والے ہیںterī mahfil meñ jitne ai sitam gar jāne vāle haiñhameñ haiñ ek un meñ jo tirā ġham khāne vāle haiñ
- جس کا راہب شیخ ہو بت خانہ ایسا چاہیےمحتسب ساقی بنے مے خانہ ایسا چاہیےjis kā rāhib shaiḳh ho but ḳhāna aisā chāhiyemohtasib sāqī bane mai ḳhāna aisā chāhiye
- جو تمہیں یاد کیا کرتے ہیںآہ و فریاد کیا کرتے ہیںjo tumheñ yād kiyā karte haiñāh-o-fariyād kiyā karte haiñ
- دیکھا کسی کا ہم نے نہ ایسا سنا دماغان سنگ دل بتوں کا ہے اللہ کیا دماغdekhā kisī kā ham ne na aisā sunā dimāġhun sang dil butoñ kā hai allāh kiyā dimāġh
- رونق عہد جوانی الوداعالودع اے شادمانی الوداع
- رہتا ہے کب اک روش پر آسماںکھاتا ہے چکر پہ چکر آسماںrahtā hai kab ik ravish par āsmāñkhātā hai chakkar pe chakkar āsmāñ
- رہ کر مکان میں مرے مہمان جائیےمیرا بھی ایک بار کہا مان جائیےrah kar makān meñ mire mehmān jā.iyemerā bhī ek bār kahā mān jā.iye
- کالی کالی گھٹا برستی ہےآج کیا لطف مے پرستی ہےkālī kālī ghaṭā barastī haiāj kyā lutf-e-mai parastī hai
- کالی گھٹا کب آئے گی فصل بہار میںآنکھیں سفید ہو گئیں اس انتظار میںkālī ghaṭā kab ā.egī fasl-e-bahār meñānkheñ safed ho ga.īñ is intizār meñ
- کچھ بدگمانیاں ہیں کچھ بد زبانیاں ہیںمدت سے ان کی ہم پر یہ مہربانیاں ہیںkuchh badgumāniyāñ haiñ kuchh bad zabāniyāñ haiñmuddat se un kī ham par ye mehrbāniyāñ haiñ
- کوئی اس سے نہیں کہتا کہ یہ کیا بے وفائی ہےچرا کر دل مرا اب آنکھ بھی اپنی چرائی ہےkoī us se nahīñ kahtā ke ye kyā be vafā.ī haichurā kar dil mirā ab ānkh bhī apnī churā.ī hai
- کی مے سے ہزار بار توبہرہتی نہیں برقرار توبہkī mai se hazār bār taubarahtī nahīñ barqarār-e-tauba
- مرا یہ زخم سینہ کا کہیں بھرتا ہے سینے سےلگائے اے صنم جب تک نہ تو سینہ کو سینے سےmirā ye zaḳhm-e-sīna kā kahīñ bhartā hai sīne selagā.e ai sanam jab tak na to sīna ko sīne se
- ناصحا آیا نصیحت ہے سنانے کے لیےیا کہ آیا ہے یہاں تیرے ستانے کے لیےnās.hā āyā nasīhat hai sunāne ke liyeyā ke āyā hai yahāñ tere satāne ke liye
- نالہ شب فراق جو کوئی نکل گیاجوش جنوں سے چیر کے چرخ و زحل گیاnāla shab-e-firāq jo koī nikal gayājosh-e-junūñ se chīr ke charḳh-o-zuhal gayā
- وسعت بحر عشق کیا کہیےابتدا ہو تو انتہا کہیےvusat-e-bahr-e-ishq kyā kahiyeibtidā ho to intihā kahiye
- ہیں بہت دیکھے چاہنے والےپر ملے کم نباہنے والےhaiñ bahut dekhe chāhne vālepar mile kam nibāhne vāle