Poet
Shah Mubarak Abru
شاہ مبارک آبرو1683–1733
Poems
- گناہ گاروں کی عذر خواہی ہمارے صاحب قبول کیجےکرم تمہارے کی کر توقع یہ عرض کیتے ہیں مان لیجےgunāh gāroñ kī uzr ḳhvāhī hamāre sāhab qubūl kījekaram tumhāre kī kar tavaqqo ye arz kīte haiñ mān līje
- مت مہر سیتی ہاتھ میں لے دل ہمارے کوںجلتا ہے کیوں پکڑتا ہے ظالم انگارے کوںmat mehr saitī hāth meñ le dil hamāre kūñjaltā hai kyūñ pakaṛtā hai zālim angāre kūñ
- محبت سحر ہے یارو اگر حاصل ہو یک روئییہ افسوں خوب اثر کرتا ہے لیکن جبکہ جادوئیmohabbat sehr hai yāro agar hāsil ho yak roīye afsūñ ḳhūb asar kartā hai lekin jabke jādūī
- مگر تم سیں ہوا ہے آشنا دلکہ ہم سیں ہو گیا ہے بے وفا دلmagar tum sīñ huā hai āshnā dilke ham sīñ ho gayā hai be vafā dil
- نازنیں جب خرام کرتے ہیںتب قیامت کا کام کرتے ہیںnāznīñ jab ḳhirām karte haiñtab qayāmat kā kām karte haiñ
- نالاں ہوا ہے جل کر سینے میں من ہماراپنجرے میں بولتا ہے گرم آج اگن ہماراnālāñ huā hai jal kar sīne meñ man hamārāpinjre meñ boltā hai garm āj agan hamārā
- نپٹ یہ ماجرا یارو کڑا ہےمسافر دشمنوں میں آ پڑا ہےnipaṭ ye mājrā yāro kaṛā haimusāfir dushmanoñ meñ ā paṛā hai
- نگہ تیری کا اک زخمی نہ تنہا دل ہمارا ہےجگت سارا تری ان شوخ دو انکھیوں کا مارا ہےnigah terī kā ik zaḳhmī na tanhā dil hamārā haijagat sārā tirī un shoḳh-e-do ankhiyoñ kā mārā hai
- نہ پاوے چال تیرے کی پیارے یہ ڈھلک دریاچلا جاوے اگرچہ رووتا محشر تلک دریاna pāve chāl tere kī pyāre ye ḍhalak dariyāchalā jāve agarche rovtā mahshar talak dariyā
- نہیں گھر میں فلک کے دل کشائیکہاں ہوتی ہے یہاں میری سمائیnahīñ ghar meñ falak ke dil kushā.īkahāñ hotī hai yahāñ merī samā.ī
- ہمارے سانولے کوں دیکھ کر جی میں جلی جامنلگا پھیکا سواد اس کا نہیں لگتی بھلی جامنhamāre sānvale kūñ dekh kar jī meñ jalī jāmanlagā phīkā savād us kā nahīñ lagtī bhalī jāman
- ہم نیں سجن سنا ہے اس شوخ کے دہاں ہےلیکن کبھو نہ دیکھا کیتا ہے اور کہاں ہےham naiñ sajan sunā hai us shoḳh ke dahāñ hailekin kabhū na dekhā kītā hai aur kahāñ hai
- ہوا ہوں دل سیتی بندا پیا کی مہربانی کافدا کرتا ہوں ہر دم جی کوں اپنے یار جانی کاhuā hūñ dil saitī bandā piyā kī mehrbānī kāfidā kartā hūñ har dam jī kūñ apne yār jānī kā
- ہے ہمن کا شام کوئی لے جاکہ مجھے آ کے ٹک درس دے جا
- یاد خدا کر بندے یوں ناحق عمر کوں کھونا کیاحق چاہا سوئی کچھ ہوگا ان لوگوں سیں ہونا کیاyād-e-ḳhudā kar bande yūñ nāhaq umr kūñ khonā kyāhaq chāhā soī kuchh hogā un logoñ sīñ honā kyā
- یار روٹھا ہے ہم سیں منتا نہیںدل کی گرمی سیں کچھ او پہنتا نہیںyār rūṭhā hai ham sīñ mantā nahīñdil kī garmī sīñ kuchh o pahantā nahīñ
- یا سجن ترک ملاقات کرویا ملو دو میں سے اک بات کروyā sajan tark-e-mulāqāt karoyā milo do meñ se ik bāt karo
- یہ باؤ کیا پھری کہ تری لٹ پلٹ گئیناگن کی بھانت ڈس کے مرا دل الٹ گئیye bā.o kyā phirī ke tirī luṭ palaṭ ga.īnāgin kī bhānt ḍas ke mirā dil ulaṭ ga.ī
- یہ تری دشنام کے پیچھے ہنسی گل زار سیخوب لگتی ہے گنہ کے بعد استغفار سیye tirī dushnām ke pīchhe hañsī gul zār sīḳhūb lagtī hai gunah ke ba.ad istiġhfār sī
- یہ سبزہ اور یہ آب رواں اور ابر یہ گہرادوانہ نہیں کہ اب گھر میں رہوں میں چھوڑ کر صحراye sabza aur ye āb-e-ravāñ aur abr ye gahrādīvāna nahīñ ke ab ghar meñ rahoñ maiñ chhoṛ kar sahrā