Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

شاہ اکبر داناپوری

Poems

Meter
  1. phūñkī tap-e-firāq ne ye tan badan meñ āgab jism kī jagah hai mire pairahan meñ āg
  2. tū ne ḳhanjar mirī gardan pe na pherā achchhāachchhā achchhā are o jān ke levā achchhā
  3. jāgā vahāñ nasīb adū kā tamām rātmaiñ be qarāriyoñ se na soyā tamām rāt
  4. jo bane ā.īna vo terā tamāsha dekheapnī sūrat meñ tire husn kā jalva dekhe
  5. kis qadar dhyān hai ai kākul-e-pechāñ terāapne sāya se ulajhtā hai pareshān terā
  6. mahv aisā tirī sūrat meñ hai shaidā terādekhtā hai vo har ik shakl meñ jalva terā
  7. mūsā haiñ hameñ jalva-e-dīdār hameñ haiñhaiñ tūr hameñ nūr hameñ nār hameñ haiñ
  8. niklī jo rūh jism se phir hai badan meñ kyājab sham.a bujh ga.ī to rahā anjuman meñ kyā