Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

saabir jauharii

b. 1965

Poems

Meter
  1. terī chashm-e-karam rahe mahfūzāndhiyoñ meñ bhī ham rahe mahfūz
  2. jitne bhī sūraj ke neze the nukīle ho ga.ezindagī kī shāḳh ke sab phūl pīle ho ga.e
  3. dil jis kā ā.īne kī tarah pāk sāf haikyā bāt hai zamāna usī ke ḳhilāf hai
  4. kis hunar mandī se qatl-e-tīrgī karte haiñ logmerā kāshāna jalā kar raushnī karte haiñ log
  5. vo ḳhūn-e-insāñ se hāth jin ke sune hue haiñpayāmbar amn-o-āshtī ke bane hue haiñ