Poet
راسخ عظیم آبادی
Poems
- تمہیں ایسا بے رحم جانا نہ تھاغرض کیا کہیں دل لگانا نہ تھاtumheñ aisā be rahm jānā na thāġharaz kyā kaheñ dil lagānā na thā
- دل زلف بتاں میں ہے گرفتار ہمارااس دام سے ہے چھوٹنا دشوار ہماراdil zulf-e-butāñ meñ hai giraftār hamārāis dām se hai chhūṭnā dushvār hamārā
- شیخ حرم اس بت کا پرستار ہوا ہےبت خانہ نشیں باندھ کے زنار ہوا ہےshaiḳh-e-haram us but kā parastār huā haibut ḳhāna nashīñ bāñdh ke zunnār huā hai
- غفلت میں کٹی عمر نہ ہشیار ہوئے ہمسوتے ہی رہے آہ نہ بیدار ہوئے ہمġhaflat meñ kaṭī umr na hushyār hue hamsote hī rahe āh na bedār hue ham
- کوئی حیران ہے یاں کوئی دلگیرکہے تو ہے یہ عالم بزم تصویرkoī hairān hai yāñ koī dilgīrkahe to hai ye ālam bazm-e-tasvīr
- کیا کرے گا جا کے بیت اللہ تودل ہی سے کر اپنی پیدا راہ توkyā karegā jā ke bīt allāh todil hī se kar apnī paidā rāh to
- ممنوں ہی رہا اس بت کافر کی جفا کاشکوہ نہ کیا دل نے کبھو شکر خدا کاmamnūñ hī rahā us but-e-kāfir kī jafā kāshikva na kiyā dil ne kabhū shukr-e-ḳhudā kā