Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

راجہ نوشاد علی خان

Poems

Meter
  1. aur taṛpā.e mujhe dard-e-jigar āj kī rātkal vo ā.eñge nahīñ ā.e agar āj kī rāt
  2. huzūr-e-dāvar-e-mahshar qayāmat ḳhez sāmāñ thāhazāroñ hāth the aur ek qātil kā garebāñ thā
  3. dil-e-raqīb to dekhā mirā jigar dekheñidhar ke dekhne vāle zarā idhar dekheñ
  4. shab-e-vasl rūṭhā hai dilbar kisī kāna yūñ ban ke bigṛe muqaddar kisī kā
  5. kis tarah chain se dam bhar shab-e-furqat meñ rahehā.e vo dil jo tire vasl kī hasrat meñ rahe
  6. kyā tire dil meñ ai but hūñ dil-o-jāñ mahfūzna koī dīn hai mahfūz na īmāñ mahfūz
  7. māh achchhā hai ke vo badr-e-kamāl achchhā haidekhnā hai ye hameñ kis kā jamāl achchhā hai
  8. yūñ taṛapte hue naushād vatan se niklejis tarah bulbul-e-betāb chaman se nikle
  9. ḳhvāb meñ vo mire āġhosh meñ ā jātā haimerī sotī huī taqdīr jagā jātā hai
  10. dil ko taskīñ ho ga.ī hai sāmne āne ke ba.adjān jā.egī hamārī āp ke jāne ke ba.ad
  11. zāhid bhī merī tarah usī par fidā na hoka.aba ke parde meñ but-e-kāfir chhupā na ho
  12. vo uṭh kar qayāmat uṭhānā kisī kāvo dil thām kar baiṭh jānā kisī kā