Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

راجہ نوشاد علی خان

Poems

Meter
  1. aur taṛpā.e mujhe dard-e-jigar āj kī rātkal vo ā.eñge nahīñ ā.e agar āj kī rāt
  2. huzūr-e-dāvar-e-mahshar qayāmat ḳhez sāmāñ thāhazāroñ hāth the aur ek qātil kā garebāñ thā
  3. dil-e-raqīb to dekhā mirā jigar dekheñidhar ke dekhne vāle zarā idhar dekheñ
  4. shab-e-vasl rūṭhā hai dilbar kisī kāna yūñ ban ke bigṛe muqaddar kisī kā
  5. kis tarah chain se dam bhar shab-e-furqat meñ rahehā.e vo dil jo tire vasl kī hasrat meñ rahe
  6. kyā tire dil meñ ai but hūñ dil-o-jāñ mahfūzna koī dīn hai mahfūz na īmāñ mahfūz
  7. māh achchhā hai ke vo badr-e-kamāl achchhā haidekhnā hai ye hameñ kis kā jamāl achchhā hai
  8. yūñ taṛapte hue naushād vatan se niklejis tarah bulbul-e-betāb chaman se nikle