Poet
Rafi Ahmad Aali
رفیع احمد عالیPoems
- اٹھائیں گے کوئی تازہ قیامت تن کے بیٹھے ہیںبگاڑیں گے ہزاروں گھر کہ وہ بن ٹھن کے بیٹھے ہیںuṭhā.eñge koī tāza qayāmat tan ke baiṭhe haiñbigāṛeñge hazāroñ ghar ke vo ban ṭhan ke baiṭhe haiñ
- جب نقاب چہرۂ قاتل کھلاتب دل وابستۂ بسمل کھلاjab naqāb-e-chehra-e-qātil khulātab dil-e-vābasta-e-bismil khulā
- سو بار قتل کر ہمیں تو اور جلائے جاجس طرح دل میں آئے ترے آزمائے جاsau bār qatl kar hameñ to aur jalā.e jājis tarah dil meñ ā.e tire āzmā.e jā
- کیا بتاؤں بے ترے کیسا رہایہ سمجھ مر مر کے میں جیتا رہاkyā batā.ūñ be tire kaisā rahāye samajh mar mar ke maiñ jītā rahā
- ملی کیا خاک راحت کنج مرقد میں نہاں ہو کرزمین گور سر پر پھر رہی ہے آسماں ہو کرmilī kyā ḳhāk rāhat kunj-e-marqad meñ nihāñ ho karzamīn-e-gor sar par phir rahī hai āsmāñ ho kar