Poet
Raaz Layalpuri
b. 1920
Poems
- تیرا کیا جاتا جو ملتا جام ریحانی مجھےمے کے بدلے ساقیا تو نے دیا پانی مجھےterā kyā jātā jo miltā jām raihānī mujhemai ke badle sāqiyā tū ne diyā pānī mujhe
- مانا کہ تری بزم میں چاند آئے ہوئے ہیںلیکن وہ ترے سامنے گہنائے ہوئے ہیںmānā ke tirī bazm meñ chānd ā.e hue haiñlekin vo tire sāmne gahnā.e hue haiñ
- مدہوشیوں سے کام لیا ہے کبھی کبھیہاتھ ان کا ہم نے تھام لیا ہے کبھی کبھیmad.hoshiyoñ se kām liyā hai kabhī kabhīhāth un kā ham ne thām liyā hai kabhī kabhī
- مقدر میں لکھا ہے غم ہی غم کیااسی کے ہو کے رہ جائیں گے ہم کیاmuqaddar meñ likhā hai ġham hī ġham kyāusī ke ho ke rah jā.eñge ham kyā
- یہی اک بات ساقی کو بتانے کی ضرورت ہےہمارے قرب میں اک بادہ خانے کی ضرورت ہےyahī ik bāt sāqī ko batāne kī zarūrat haihamāre qurb meñ ik bāda ḳhāne kī zarūrat hai