Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Qaisar Qalandar

Poems

Meter
  1. is tīra sarzamīñ se misāl-e-qamar chalodekho farāz nūr-o-nasheb-e-safar chalo
  2. andeshoñ ke shahr meñ rahnā terī merī ādat haimahrūmī ke sadme sahnā terī merī ādat hai
  3. ai ham nafaso dard kī ye rāt kaṛī haisar thāme hue dil meñ kahīñ ās khaṛī hai
  4. tujh se bichhaṛ ke dard tirā ham safar rahāmaiñ rāh-e-ārzū meñ akelā kabhī na thā
  5. jab dard kī shameñ jaltī haiñ ehsās ke nāzuk sīne meñik husn sā shāmil hotā hai phir tanhā tanhā jīne meñ
  6. ye dard-e-lā zavāl tumheñ kaun de gayāsarmāya-e-jamāl tumheñ kaun de gayā