Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Qaisar Amravatwi

1894–1966

Poems

Meter
  1. ārzūeñ jal ga.īñ shauq-e-farāvāñ jal gayābujh gayā dil zindagī kā sāz-o-sāmāñ jal gayā
  2. barang-e-nik.hat-e-gul hai chaman meñ āshiyāñ apnākisī ke rāz dāñ ham haiñ na koī rāzdāñ apnā
  3. ḳhudā ko bhūle na jab tak hameñ ḳhudā na milāye mudda.ā bhī bajuz tark-e-mudda.ā na milā
  4. sham-e-mahfil ho ke bhī girvīda-e-mahfil nahīñmaiñ hūñ duniyā meñ magar duniyā meñ merā dil nahīñ
  5. ishq kyā hai ġham-e-hastī kā fanā ho jānāpaikar-e-ḳhāk kā miṭ miṭ ke ḳhudā ho jānā
  6. fareb-e-rang na de jalva-e-bahār mujheazīz tar haiñ chaman meñ guloñ se ḳhār mujhe