Poet
Paras Mazari
b. 1985
Poems
- اپنی پسند چھوڑ دی اس کی خرید لیورثے کا کھیت بیچ کے کوٹھی خرید لیapnī pasand chhoṛ dī us kī ḳharīd līvirse kā khet bech ke koṭhī ḳharīd lī
- اتنی سی آنکھ نے غم کتنا اٹھا لیا ہےکشتی نے اپنے اندر دریا اٹھا لیا ہےitnī sī ānkh ne ġham kitnā uṭhā liyā haikashtī ne apne andar dariyā uṭhā liyā hai
- پاؤں بے دھیانی میں ایسا پڑ گیاسب کے کرداروں تلک کیچڑ گیاpā.oñ be dhyānī meñ aisā paṛ gayāsab ke kirdāroñ talak kīchaṛ gayā
- پسینہ ماتھے سے بہہ رہا ہے نہ کوئی سلوٹ لباس پر ہےعجب تھکن ہے جو کام کرنے سے قبل طاری حواس پر ہےpasīna māthe se bah rahā hai na koī salūṭ libās par haiajab thakan hai jo kām karne se qabl tārī havās par hai
- ترا غرور عبث انتہائی سطح پہ ہےبلندی پر بھی وہی ہے جو کھائی سطح پہ ہےtirā ġhurūr abas intihā.ī sat.h pe haibulandī par bhī vahī hai jo khā.ī sat.h pe hai
- تمہارے گھر پہ میں آ تو نہیں رہا مرے دوستگھما پھرا کے بتاؤ نہ راستہ مرے دوستtumhāre ghar pe maiñ ā to nahīñ rahā mire dostghumā phirā ke batā.o na rāsta mire dost
- کتنی دفعہ نہ جانے دی دستکآخری بار تیسری دستکkitnī dafa na jāne dī dastakāḳhirī bār tīsrī dastak
- کیا اذیت ہے مرد ہونے کیکوئی بھی جا نہیں ہے رونے کیkyā aziyyat hai mard hone kīkoī bhī jā nahīñ hai rone kī
- لباس زیست کبھی یوں بھی تیرا درشن ہوسجی سجائی ہوئی جیسے کوئی دلہن ہوlibās-e-zīst kabhī yūñ bhī terā darshan hosajī sajā.ī huī jaise koī dulhan ho
- نہ گرے کہیں نہ ہرے ہوئے کئی سال سےیوں ہی خشک پات جڑے رہے تری ڈال سےna gire kahīñ na hare hue ka.ī sāl seyūñ hī ḳhushk pāt juṛe rahe tirī ḍāl se