Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Paras Mazari

b. 1985

Poems

Meter
  1. apnī pasand chhoṛ dī us kī ḳharīd līvirse kā khet bech ke koṭhī ḳharīd lī
  2. itnī sī ānkh ne ġham kitnā uṭhā liyā haikashtī ne apne andar dariyā uṭhā liyā hai
  3. pā.oñ be dhyānī meñ aisā paṛ gayāsab ke kirdāroñ talak kīchaṛ gayā
  4. pasīna māthe se bah rahā hai na koī salūṭ libās par haiajab thakan hai jo kām karne se qabl tārī havās par hai
  5. tirā ġhurūr abas intihā.ī sat.h pe haibulandī par bhī vahī hai jo khā.ī sat.h pe hai
  6. tumhāre ghar pe maiñ ā to nahīñ rahā mire dostghumā phirā ke batā.o na rāsta mire dost
  7. kitnī dafa na jāne dī dastakāḳhirī bār tīsrī dastak
  8. kyā aziyyat hai mard hone kīkoī bhī jā nahīñ hai rone kī
  9. libās-e-zīst kabhī yūñ bhī terā darshan hosajī sajā.ī huī jaise koī dulhan ho
  10. na gire kahīñ na hare hue ka.ī sāl seyūñ hī ḳhushk pāt juṛe rahe tirī ḍāl se