Poet
Pandit Jawahar Nath Saqi
پنڈت جواہر ناتھ ساقی1864–1916
Poems
- آپ ہیں محو حسن و رعنائیہم کو اپنا کیا ہے سودائیāp haiñ mahv-e-husn-o-ra.anā.īham ko apnā kyā hai saudā.ī
- اپنی صورت نہ جب نظر آئیشکل آوارگوں نے دکھلائیapnī sūrat na jab nazar ā.īshakl āvāragoñ ne dikhlā.ī
- تو نے صورت جو اپنی دکھلائیمٹ گئی ساری یہ من و مائیtū ne sūrat jo apnī dikhlā.īmiṭ ga.ī sārī ye man-o-mā.ī
- جس سے تیری ہوئی ہے یکتائیاس نے وحدت سے آگہی پائیjis se terī huī hai yaktā.īus ne vahdat se āgahī pā.ī
- دیکھ کر تیری عالم آرائیتیری پنہائی اور پیدائیdekh kar terī ālam ārā.īterī panhā.ī aur paidā.ī
- عشق معشوق کا ہے پیدائیعاشقی نے یہ شکل دکھلائیishq ma.ashūq kā hai paidā.īāshiqī ne ye shakl dikhlā.ī
- ہوئے بے خود تو بے خودی آئیخود شناسی ہوئی خود آرائیhue be ḳhud to be ḳhudī ā.īḳhud shanāsī huī ḳhud ārā.ī