Poet
نواب امراوبہادر دلیر
Poems
- ان بتوں کی جو چاہ کرتے ہیںدل و دیں کو تباہ کرتے ہیںun butoñ kī jo chāh karte haiñdil-o-dīñ ko tabāh karte haiñ
- ایسے حسیں کے عشق میں ہے بے قرار دلصدقے ہیں جس کی ایک ادا پر ہزار دلaise hasīñ ke ishq meñ hai be qarār dilsadqe haiñ jis kī ek adā par hazār dil
- اے دل ہوا ہے جیسے مرے دل کو تو پسندآیا کوئی حسین نہ ترے روبرو پسندai dil huā hai jaise mire dil ko to pasandāyā koī hasīn na tire rūbarū pasand
- چلتا ہے آفتاب کا دور اس قمر کے ساتھہم عیب بھی جو کرتے ہیں تو اک ہنر کے ساتھchaltā hai āftāb kā daur is qamar ke sāthham aib bhī jo karte haiñ to ik hunar ke sāth
- خیال اتنا ستم ایجاد رکھناوفائیں کچھ ہماری یاد رکھناḳhayāl itnā sitam ījād rakhnāvafā.eñ kuchh hamārī yād rakhnā
- سامنا ہے نگاہ قاتل کادیکھنا حوصلہ مرے دل کاsāmnā hai nigāh-e-qātil kādekhnā hausla mire dil kā
- کیوں ہو نہ ہمیں عشق صنم اور زیادہدیتا ہے مزہ عشق کا غم اور زیادہkyūñ ho na hameñ ishq sanam aur ziyādadetā hai maza ishq kā ġham aur ziyāda
- گزارے ہجر میں برسوں ہی وصل یار کے بعداٹھایا جبر بہت ہم نے اختیار کے بعدguzāre hijr meñ barsoñ hī vasl-e-yār ke ba.aduṭhāyā jabr bahut ham ne iḳhtiyār ke ba.ad