Poet
Naseem Dehlvi
نسیم دہلوی1794–1864
Poems
- اشک آنکھوں میں ڈر سے لا نہ سکےدل کی بھڑکی ہوئی بجھا نہ سکےashk ānkhoñ meñ ḍar se lā na sakedil kī bhaṛkī huī bujhā na sake
- دل کسی مشتاق کا ٹھنڈا کیاخوب کیا آپ نے اچھا کیاdil kisī mushtāq kā ṭhanḍā kiyāḳhūb kiyā āp ne achchhā kiyā
- دل کے آتے ہی یہ نقشہ ہو گیاکیا بتاؤں دوستو کیا ہو گیاdil ke āte hī ye naqsha ho gayākyā batā.ūñ dosto kyā ho gayā
- شکوا ہے نہ غصہ ہے کہ میں کچھ نہیں کہتاکیوں آپ کو دھڑکا ہے کہ میں کچھ نہیں کہتاshakvā hai na ġhussa hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtākyūñ āp ko dhaṛkā hai ke maiñ kuchh nahīñ kahtā
- گلی میں بخت کے ان کا بھی کچھ قصہ نکل آیاہوئی تھی صلح کس مشکل سے پھر جھگڑا نکل آیاgalī meñ baḳht ke un kā bhī kuchh qissa nikal āyāhuī thī sulh kis mushkil se phir jhagṛā nikal āyā
- مری جان رنج گھٹائیے قدم آگے اب نہ بڑھائیےادھر آئیے ادھر آئیے ادھر آئیے ادھر آئیےmirī jān ranj ghaṭā.iye qadam āge ab na baṛhā.iyeidhar ā.iye idhar ā.iye idhar ā.iye idhar ā.iye
- نئے ڈھب کا کچھ جوش سودا ہوا ہےخدا جانے اب کے مجھے کیا ہوا ہےna.e ḍhab kā kuchh josh-e-saudā huā haiḳhudā jāne ab ke mujhe kyā huā hai