Poet
Naeem Sahil
b. 1964
Poems
- جب کبھی اپنی تمناؤں کا گلشن دیکھامیں نے دل سوز زمانے کو بھی دشمن دیکھاjab kabhī apnī tamannā.oñ kā gulshan dekhāmaiñ ne dil soz zamāne ko bhī dushman dekhā
- حسرت دیدۂ شب تاب لئے بیٹھے ہیںاپنی آنکھوں میں ہم اک خواب لئے بیٹھے ہیںhasrat-e-dīda-e-shab tāb liye baiṭhe haiñapnī ānkhoñ meñ ham ik ḳhvāb liye baiṭhe haiñ
- دنیا کہتی ہے کیا ان سنا کیجئےسامنے آئینہ رکھ لیا کیجئےduniyā kahtī hai kyā an sunā kījiyesāmne ā.īna rakh liyā kījiye
- زمیں پہ جب کبھی جلوے نظر کے دیکھتے ہیںہم آسمان سے اکثر اتر کے دیکھتے ہیںzamīñ pe jab kabhī jalve nazar ke dekhte haiñham āsmān se aksar utar ke dekhte haiñ
- عشق جب مانگے ہے بس سادہ دلی مانگے ہےحسن بے ساختہ آشفتہ سری مانگے ہےishq jab māñge hai bas sāda dilī māñge haihusn-e-be sāḳhta āshufta sirī māñge hai
- فضا دشوار جاں ہو تو محبت اور بڑھتی ہےکوئی جب راستہ روکے تو ہمت اور بڑھتی ہےfazā dushvār jāñ ho to mohabbat aur baṛhtī haikoī jab rāsta roke to himmat aur baṛhtī hai
- مٹ گیا ہوتا مگر زندہ ہوں تدبیر کے ساتھروز ہوتا ہے تماشہ مری تقدیر کے ساتھmiṭ gayā hotā magar zinda hūñ tadbīr ke sāthroz hotā hai tamāsha mirī taqdīr ke sāth