Poet
Nabil
b. 1974
Poems
- آج فرصت ہے تو کچھ دیر ٹھہر دیکھ مجھےمجھ پہ بھی ڈال ذرا ایک نظر دیکھ مجھےāj fursat hai to kuchh der ṭhahar dekh mujhemujh pe bhī ḍāl zarā ek nazar dekh mujhe
- خوش ہو کوئی دنیا میں یہ آسان نہیں ہےانساں کبھی انساں بنے امکان نہیں ہےḳhush ho koī duniyā meñ ye āsān nahīñ haiinsāñ kabhī insāñ bane imkān nahīñ hai
- کبھی وہ موت سے ڈرتا ہے زندگی سے کبھیوہ کام جھوٹ سے لیتا ہے بندگی سے کبھیkabhī vo maut se ḍartā hai zindagī se kabhīvo kām jhūṭ se letā hai bandagī se kabhī
- مٹے ہیں عشق میں ایسے کہ کون جانے ہےزمیں سے پوچھ فلک سے کہ اب کہاں ہوں میںmiṭe haiñ ishq meñ aise ke kaun jāne haizamīñ se pūchh falak se ke ab kahāñ hūñ maiñ
- ہنر کہاں ہے کہ میں اور کوئی خیال لکھوںسوائے درد کے کیا ہے جسے کمال لکھوںhunar kahāñ hai ke maiñ aur koī ḳhayāl likhūñsivā.e dard ke kyā hai jise kamāl likhūñ