Poet
Madhukar Jha Khuddar
Poems
- بھولنا چاہتا کہاں ہوں میںدرد ہے اور بس رواں ہوں میںbhūlnā chāhtā kahāñ hūñ maiñdard hai aur bas ravāñ hūñ maiñ
- بے زبانوں کی کہانی کی زباں ہوتے رہےہم تو یارو بارہا اشک رواں ہوتے رہےbe zabānoñ kī kahānī kī zabāñ hote raheham to yāro bārhā ashk-e-ravāñ hote rahe
- کبھی کچھ کہیں یہ اجازت ہی دیجےنہ دیجے محبت عداوت ہی دیجےkabhī kuchh kahīñ ye ijāzat hī dījena dīje mohabbat adāvat hī dīje
- کبھی ہم ان کی سنتے ہیں کبھی اپنی سناتے ہیںاسی دور محبت میں یہ دن یوں بیت جاتے ہیںkabhī ham un kī sunte haiñ kabhī apnī sunāte haiñisī daur-e-mohabbat meñ ye din yūñ bīt jāte haiñ
- نارسائی مقام ہوتی ہےنیم شب جاں تمام ہوتی ہےnārasā.ī maqām hotī hainīm shab jāñ tamām hotī hai