Poet
Kaleem Haider Sharar
Poems
- آئینہ در آئینہ قد آوری کا کرب ہےگمشدہ دانش وری ہے خود سری کا کرب ہےā.īna dar ā.īna qad āvarī kā karb haigumshuda dānish varī hai ḳhud sirī kā karb hai
- انا زدہ تھا کہیں پر کہیں پر آن زدہزمیں کی زد سے نکلنے تک آسمان زدہanā zada thā kahīñ par kahīñ par ān zadazamīñ kī zad se nikalne tak āsmān zada
- بہت تھا ناز جن پر ہم انہیں رشتوں پہ ہنستے ہیںہمیں کیا رسم دنیا ہے کہ سب اپنوں پہ ہنستے ہیںbahut thā nāz jin par ham unheñ rishtoñ pe hañste haiñhameñ kyā rasm-e-duniyā hai ke sab apnoñ pe hañste haiñ
- حقیقت ہے اسے مانیں نہ مانیں گھٹتی بڑھتی ہیںوہ جھوٹی ہوں کہ سچی داستانیں گھٹتی بڑھتی ہیںhaqīqat hai use māneñ na māneñ ghaṭṭī baṛhtī haiñvo jhūṭī hūñ ke sachchī dāstāneñ ghaṭṭī baṛhtī haiñ
- زندہ رہنے کا بھرم آ کے کہاں پر ٹوٹااک ستارہ سا مری شہ رگ جاں پر ٹوٹاzinda rahne kā bharam ā ke kahāñ par ṭūṭāik sitāra sā mirī shah rag-e-jāñ par ṭūṭā
- کئی لوگوں نے پھلتے پھولتے پیڑوں سے جانا ہےمگر میں نے تجھے سبزے کی عریانی سے پہچاناka.ī logoñ ne phalte phūlte peṛoñ se jānā haimagar maiñ ne tujhe sabze kī uryānī se pahchānā