Poet
Kaifi Azmi
کیفی اعظمی1919–2002
Poems
- وہ سرد رات جبکہ سفر کر رہا تھا میںرنگینیوں سے ظرف نظر بھر رہا تھا میںvo sard rāt jabke safar kar rahā thā maiñrangīniyoñ se zarf-e-nazar bhar rahā thā maiñ
- یہ اندھیری رات یہ ساری فضا سوئی ہوئیپتی پتی منظر خاموش میں کھوئی ہوئیye andherī rāt ye sārī fazā soī huīpattī pattī manzar-e-ḳhāmosh meñ khoī huī
- یہ بجھی سی شام یہ سہمی ہوئی پرچھائیاںخون دل بھی اس فضا میں رنگ بھر سکتا نہیںye bujhī sī shām ye sahmī huī parchhā.iyāñḳhūn-e-dil bhī is fazā meñ rang bhar saktā nahīñ
- یہ برسات یہ موسم شادمانیخس و خار پر پھٹ پڑی ہے جوانیye barsāt ye mausam-e-shādmānīḳhas-o-ḳhār par phaṭ paṛī hai javānī
- یہ سانپ آج جو پھن اٹھائےمرے راستے میں کھڑا ہےye sānp āj jo phan uṭhā.emire rāste meñ khaṛā hai
- یہ صحت بخش تڑکا یہ سحر کی جلوہ سامانیافق سارا بنا جاتا ہے دامان چمن جیسےye sehhat baḳhsh taṛkā ye sahar kī jalva sāmānīufuq sārā banā jātā hai dāmān-e-chaman jaise
- یہ کس طرح یاد آ رہی ہو یہ خواب کیسا دکھا رہی ہوکہ جیسے سچ مچ نگاہ کے سامنے کھڑی مسکرا رہی ہوye kis tarah yād ā rahī ho ye ḳhvāb kaisā dikhā rahī hoke jaise sach much nigāh ke sāmne khaṛī muskurā rahī ho
- ایک دو ہی نہیں چھبیس دیےایک اک کر کے جلائے میں نےek do hī nahīñ chhabbīs diyeek ik kar ke jalā.e maiñ ne
- چیر کے سال میں دو بار زمیں کا سینہدفن ہو جاتا ہوںchīr ke sāl meñ do bār zamīñ kā sīnadafn ho jātā hūñ
- مدتوں میں اک اندھے کنویں میں اسیرسر پٹکتا رہا گڑگڑاتا رہاmuddatoñ meñ ik andhe kueñ meñ asīrsar paṭaktā rahā guṛgaṛātā rahā
- میں نے تنہا کبھی اس کو دیکھا نہیںپھر بھی جب اس کو دیکھا وہ تنہا ملاmaiñ ne tanhā kabhī us ko dekhā nahīñphir bhī jab us ko dekhā vo tanhā milā
- آج اندھیرا مری نس نس میں اتر جائے گاآنکھیں بجھ جائیں گی بجھ جائیں گے احساس و شعورāj andherā mirī nas nas meñ utar jā.egāānkheñ bujh jā.eñgī bujh jā.eñge ehsās-o-shuūr
- میرے کاندھے پہ بیٹھا کوئیپڑھتا رہتا ہے انجیل و قرآن و ویدmere kāndhe pe baiṭhā koīpaṛhtā rahtā hai injīl-o-qurān-o-ved
- بس اک جھجک ہے یہی حال دل سنانے میںکہ تیرا ذکر بھی آئے گا اس فسانے میںbas ik jhijak hai yahī hāl-e-dil sunāne meñke terā zikr bhī ā.egā is fasāne meñ
- بستی میں اپنی ہندو مسلماں جو بس گئےانساں کی شکل دیکھنے کو ہم ترس گئےbastī maiñ apnī hindū musalmāñ jo bas ga.einsāñ kī shakl dekhne ko ham taras ga.e