Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Jahan Ara Tabassum

b. 1970

Poems

  1. ik lamha-e-visāl se āge nikal ga.īmaiñ ḳhvāhishoñ ke jāl se āge nikal ga.ī
  2. agarche sab se milegī tumhārī shahzādīmagar tumhārī rahegī tumhārī shahzādī
  3. tāktī jhāñktī rahī ānkheñjāne kyā khojtī rahī ānkheñ
  4. thī kahāñ jur.at kisī meñ hāñ magar us ne kiyādil ke is ḳhālī makāñ ko āj ghar us ne kiyā
  5. ḳhvāhish-e-vasl to bekār nahīñ kar saktāvo mirī dīd se inkār nahīñ kar saktā
  6. dil mirā lauṭ gayā vo baṛī tauqīr ke sāthjo mujhe jīt na pāyā kabhī shamshīr ke sāth
  7. sar pe ab sā.ibāñ nahīñ pyāreso kahīñ bhī amāñ nahīñ pyāre
  8. sarnigūñ sārā jahāñ hai māmtā ke sāmnebad duā meñ hai duā us kī duā ke sāmne
  9. umr bhar jis kī mohabbat meñ giraftār rahīus ko dīvār kyā ḳhud pas-e-dīvār rahī
  10. nīnd merī hai ḳhvāb logoñ kehaiñ mire sar azāb logoñ ke