Poet
Ismail Meeruthi
اسماعیل میرٹھی1844–1917Born in MeerutDied in Meerut
Muhammad Ismail, known as Ismail Merathi, was a schoolteacher and educationist who taught Persian in Saharanpur and Agra before retiring in 1899. Influenced by Sir Syed Ahmad Khan's reform movement, he wrote simple poems for children about nature, animals and good conduct, and compiled Urdu and Persian school readers. His books include Reza-e-Jawahar and Kulliyat-e-Ismail. He founded a girls' school in his home town in 1909.
Writes about
- Children's verse
- Nature
- Animals
- Moral lessons
Poems
- ہے بار خدا کہ عالم آرا تو ہےدانائے نہان و آشکارا تو ہےhai bār-e-ḳhudā ke ālam ārā to haidānā-e-nahān-o-āshkārā to hai
- ہے شکر درست اور شکایت زیباہے کفر درست اور ہدایت زیباhai shukr durust aur shikāyat zebāhai kufr durust aur hidāyat zebā
- ہے عشق سے حسن کی صفائی ظاہررندی سے ہوئی ہے پارسائی ظاہرhai ishq se husn kī safā.ī zāhirrindī se huī hai pārsā.ī zāhir
- یا رب کوئی نقش مدعا بھی نہ رہےاور دل میں خیال ماسوا بھی نہ رہےyā rab koī naqsh-e-mudda.ā bhī na raheaur dil meñ ḳhayāl-e-māsivā bhī na rahe
- یہ قول کسی بزرگ کا سچا ہےڈالی سے جدا نہ ہو تو پھل کچا ہےye qaul kisī buzurg kā sachchā haiḍālī se judā na ho to phal kachchā hai
- یہ مسئلۂ دقیق سنئے ہم سےآدم ہے مراد ہستئ عالم سےye masala-e-daqīq suniye ham seādam hai murād-e-hastī-e-ālam se