Poet
Imdad Ali Bahr
امداد علی بحر1810–1878
Poems
- محرم کے ستارے ٹوٹتے ہیںپستان کے انار چھوٹتے ہیںmahram ke sitāre ṭūṭṭe haiñpistān ke anār chhūṭṭe haiñ
- مر گئے پر بھی نہ ہو بوجھ کسی پر اپناروح کے ساتھ ہوا ہو تن لاغر اپناmar ga.e par bhī na ho bojh kisī par apnārūh ke sāth huā ho tan-e-lāġhar apnā
- میں اس بت کا وصل اے خدا چاہتا ہوںمرض عشق کا ہے دوا چاہتا ہوںmaiñ us but kā vasl ai ḳhudā chāhtā hūñmaraz ishq kā hai davā chāhtā hūñ
- میں سیہ رو اپنے خالق سے جو نعمت مانگتااپنا منہ دھونے کو پہلے آب خجلت مانگتاmaiñ siyah rū apne ḳhāliq se jo nemat māñgtāapnā muñh dhone ko pahle āb ḳhajlat māñgtā
- میں گلا تم سے کروں اے یار کس کس بات کایہ کہانی دن کی ہو جائے نہ قصہ رات کاmaiñ gilā tum se karūñ ai yār kis kis bāt kāye kahānī din kī ho jā.e na qissa rāt kā
- نفس سرکش کو قتل کر اے دلمستعد ہو جہاد پر اے دلnafas-e-sarkash ko qatl kar ai dilmusta.id ho jihād par ai dil
- نہ کہہ حق میں بزرگوں کی کڑی باتکہیں گے لوگ چھوٹا منہ بڑی باتna kah haq meñ buzurgoñ kī kaṛī bātkaheñge log chhoṭā muñh baṛī bāt
- نہیں ہونے کا یہ خون جگر بندنہ باندھی آستین آنکھوں پہ تر بندnahīñ hone kā ye ḳhūn-e-jigar bandna bāñdhī āstīn ānkhoñ pe tar band
- وصل میں ذکر غیر کا نہ کروخوش کیا ہے تو پھر خفا نہ کروvasl meñ zikr-e-ġhair kā na karoḳhush kyā hai to phir ḳhafā na karo
- وفا میں برابر جسے تول لیں گےاسے سلطنت بیچ کر مول لیں گےvafā meñ barābar jise tol leñgeuse saltanat bech kar mol leñge
- وقت آخر ہمیں دیدار دکھایا نہ گیاہم تو دنیا سے گئے آپ سے آیا نہ گیاvaqt āḳhir hameñ dīdār dikhāyā na gayāham to duniyā se ga.e āp se āyā na gayā
- وہ رشک مہر و قمر گھات پر نہیں آتاکبھی اندھیرے اجالے نظر نہیں آتاvo rashk-e-mehr-o-qamar ghāt par nahīñ ātākabhī andhere ujāle nazar nahīñ ātā
- ہر طرف مجمع عاشقاں ہےتیرے دم کا یہ سارا سماں ہےhar taraf majma.a āshiqāñ haitere dam kā ye sārā samāñ hai
- ہم آج کل ہیں نامہ نویسی کی تاؤ پردن بھر کبوتروں کو بھگاتے ہیں باؤ پرham āj kal haiñ nāma navīsī kī tā.o pardin bhar kabūtroñ ko bhagāte haiñ bā.o par
- ہم خزاں کی اگر خبر رکھتےآشیانے میں پھول بھر رکھتےham ḳhizāñ kī agar ḳhabar rakhteāshiyāne meñ phūl bhar rakhte
- ہم زاد ہے غم اپنا شاداں کسے کہتے ہیںواقف نہیں عشرت کا ساماں کسے کہتے ہیںham zād hai ġham apnā shādāñ kise kahte haiñvāqif nahīñ ishrat kā sāmāñ kise kahte haiñ
- ہم ناقصوں کے دور میں کامل ہوئے تو کیااجڑے ہوئے علاقے کے عامل ہوئے تو کیاham nāqisoñ ke daur meñ kāmil hue to kyāujṛe hue ilāqe ke āmil hue to kyā
- ہمیں ناشاد نظر آتے ہیں دل شاد ہیں سبہمیں اس دور میں برباد ہیں آباد ہیں سببhameñ nāshād nazar āte haiñ dil shād haiñ sabhameñ is daur meñ barbād haiñ ābād haiñ sabab
- یہ دل ہے تو آفت میں پڑتے رہیں گےیوں ہی ایڑیاں ہم رگڑتے رہیں گےye dil hai to āfat meñ paṛte raheñgeyūñ hī eṛiyāñ ham ragaṛte raheñge