Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Hafiz Ludhiyanvi

Poems

Meter
  1. āj yūñ dard tirā dil ke ufuq par chamkājaise do pal ke liye sub.h kā aḳhtar chamkā
  2. jo ḳhush nasīb huzūrī meñ jā nikaltā hailaboñ se naġhma sal-e-alī nikaltā hai
  3. shola-e-dard ba.unvān-e-tajlā hī sahīlutf dīvāngī-o-zauq-e-tamāshā hī sahī
  4. vo qarya-e-mahtāb rahe sub.h-o-masā yādkuchh bhī na rahe shahr-e-tamannā ke sivā yād
  5. har sher ġhazal kā kah rahā haitujh ko bhī bichhaṛ ke dukh huā hai
  6. hai vaj.ha sukūn-e-dil āshufta navā bhīvo ānkh ke hai fitna-e-sad hoshrubā bhī
  7. yārā-e-guftugū nahīñ ānkhoñ meñ dam nahīñye ḳhāmushī bhī arz-e-tamannā se kam nahīñ