Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Habeeb Ahmad Anjum Datiavi

Poems

Meter
  1. dard bhī us ne diyā ishq ke paiġhām ke sāthpī liyā zahr-e-halāhal mai gulfām ke sāth
  2. diloñ se jab dūr hogī nafrat nazar nazar meñ ḳhushī milegījahāñ se tārīkiyāñ miṭeñgī qadam qadam raushnī milegī
  3. kuchh ġham-e-zīst ke ālām abhī bāqī haiñzindagī tere liye kām abhī bāqī haiñ
  4. kis qadar mailā dil kā darpan haiādmī ādmī kā dushman hai
  5. mahv-e-hairat hūñ ke āḳhir ye tamāsha kyā haisub.h ḳhud pūchh rahī hai ke ujālā kyā hai
  6. numūd-e-sub.h par yūñ etibār-e-shām ātā haike jaise ba.ad fasl-e-gul ḳhizāñ kā nām ātā hai