Poet
Ghaus Khah makhah Hyderabadi
1929–2017
Poems
- جب حسینوں کی تصاویر کتابوں میں ملیںکورے کاغذ ہی سوالوں کے جوابوں میں ملیںjab hasīnoñ kī tasāvīr kitāboñ meñ mileñkore kāġhaz hī savāloñ ke javāboñ meñ mileñ
- چڑھتی کہیں کہیں سے اترتی ہیں سیڑھیاںجانے کہاں کہاں سے گزرتی ہیں سیڑھیاںchaṛhtī kahīñ kahīñ se utartī haiñ sīṛhiyāñjāne kahāñ kahāñ se guzartī haiñ sīṛhiyāñ
- لکھانے نام سچے عاشقوں میں جب بھی ہم نکلےارادوں میں ہمارے جانے کتنے پیچ و خم نکلےlikhāne nām sachche āshiqoñ meñ jab bhī ham nikleirādoñ meñ hamāre jāne kitne pech-o-ḳham nikle
- مری مشق سخن کا جب ہوا ان پر اثر زیادہمہربانی ہے ان کی مجھ پہ کم اور ہے قہر زیادہmirī mashq-e-suḳhan kā jab huā un pur asar ziyādamehrbānī hai un kī mujh pe kam aur hai qahr ziyāda
- ہے یہی دستور دنیا اور یہی دیکھا گیاپھول سے خوشبو نکلتے ہی اسے پھینکا گیاhai yahī dastūr duniyā aur yahī dekhā gayāphūl se ḳhushbū nikalte hī use pheñkā gayā
- چھیڑتی ہیں کبھی لب کو کبھی رخساروں کوتم نے زلفوں کو بہت سر پہ چڑھا رکھا ہےchheṛtī haiñ kabhī lab ko kabhī ruḳhsāroñ kotum ne zulfoñ ko bahut sar pe chaṛhā rakhā hai