Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Faizan Arif

b. 1967

Poems

  1. jazbāt meñ jo mere muqābil khaṛe hueehsās tab huā mire bachche baṛe hue
  2. hāl-e-dil sirf tumheñ ham ne sunāne ke liyekitne alfāz likhe sāre zamāne ke liye
  3. duā.oñ ke diye jab jal rahe themire ġham ānsūoñ meñ ḍhal rahe the
  4. zulm kī rāh meñ dīvār huā karte theham kabhī azm ke kohsār huā karte the
  5. kuchh ehtimām safar kā zarūr karnā haike us ke shahr se ho kar mujhe guzarnā hai
  6. mire gumān kī had se nikalne vālā thāvo mujh se pahle hī rasta badalne vālā thā
  7. na.e shahroñ kī jab buniyād rakhnāpurāne shahr bhī ābād rakhnā
  8. havā.eñ gīt gātī haiñbadalte mausamoñ ke anginat qisse sunātī haiñ