Poet
Faisal Saghar
Poems
- اسے بھی رسم کا حصہ بتایا جاتا ہےہمیں گھسیٹ کے بازار لایا جاتا ہےuse bhī rasm kā hissa batāyā jātā haihameñ ghasīṭ ke bāzār lāyā jātā hai
- جو تھامتے تھے مرا ہاتھ بوڑھے ہو گئے ہیںتبھی تو میرے خیالات بوڑھے ہو گئے ہیںjo thāmte the mirā hāth būṛhe ho ga.e haiñtabhī to mere ḳhayālāt būṛhe ho ga.e haiñ
- صدائے کن ہوئی یکسر وجود میں آیامیں بھر چکا تو سمندر وجود میں آیاsadā.e kin huī yaksar vajūd meñ āyāmaiñ bhar chukā to samundar vajūd meñ āyā
- مجھے اپنے ہی اندر چور سا محسوس ہوتا ہےتجھے دیکھوں تو کوئی دیکھتا محسوس ہوتا ہےmujhe apne hī andar chūr sā mahsūs hotā haitujhe dekhūñ to koī dekhtā mahsūs hotā hai
- میں گراں بار تھا اس واسطے کم مایہ تھاتجھ کو کیوں روندا گیا تو تو فقط سایہ تھاmaiñ girāñ bār thā is vāste kam māya thātujh ko kyūñ ronidā gayā to to faqat sāya thā