Poet
Ehsan Nanparwi
b. 2010
Poems
- جراحتوں کی مہک ہے فضا کے دامن میںہزار پھول کھلے ہیں صبا کے دامن میںjarāhtoñ kī mahak hai fazā ke dāman meñhazār phūl khule haiñ sabā ke dāman meñ
- لائی تھی خلوت سے دل کی نا شکیبائی مجھےبزم میں بھی ہے وہی احساس تنہائی مجھےlā.ī thī ḳhalvat se dil kī nā shakebā.ī mujhebazm meñ bhī hai vahī ehsās-e-tanhā.ī mujhe
- لہو کا ایک چھلکتا ہوا ایاغ لیےحیات آئی ہے محرومیوں کا داغ لیےlahū kā ek chhalaktā huā ayāġh liyehayāt ā.ī hai mahrūmiyoñ kā dāġh liye
- مرے جنوں کو ہے طوفان رنگ و بو کی تلاشفروغ آتش گل کو مرے لہو کی تلاشmire junūñ ko hai tūfān-e-rang-o-bū kī talāshfaroġh-e-ātish-e-gul ko mire lahū kī talāsh
- نسیم صبح تو کیا تند خو ہوا بھی نہیںیہ کیا ستم ہے کہ وہ مجھ سے اب خفا بھی نہیںnasīm-e-sub.h to kyā tund ḳhū huā bhī nahīñye kyā sitam hai ke vo mujh se ab ḳhafā bhī nahīñ
- یہ بات کون سمجھتا غم آشنا کے سواحیات کچھ بھی نہیں ہے تری رضا کے سواye bāt kaun samajhtā ġham āshnā ke sivāhayāt kuchh bhī nahīñ hai tirī razā ke sivā