Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Chhabi Saksena Sahai Saba

Poems

Meter
  1. arī zindagī gila ab nahīñ jo huā thā sab vo bajā huāmere pyār kā thā jo kārvāñ vo rukā jahāñ thā luṭā huā
  2. batā rozmarra kī zindagī tū ne ye vafā kā sila diyāmire sāth jo bhī rifāqateñ thīñ sabhī se parda haṭā diyā
  3. terī ik bāt pe yūñ dil se tarāne niklejaise ummīd ke jugnū ke ṭhikāne nikle
  4. kuchh ṭūṭṭā hai andar bolo maiñ kyā karūñ abḳhāmosh hai būniḍar bolo maiñ kyā karūñ ab
  5. khul uṭhe haiñ zaḳhm phūloñ kī tarahkoī āyā hai bahāroñ kī tarah
  6. maiñ hūñ nā murād vafā-e-ġham na to maiñ nasīb bahār hūñjo na khul sake vahī gul hūñ maiñ ke chaman kā maiñ vo figār hūñ
  7. ye ḳhvāb mire kānch ke un ko hai bikharnāo jugnū mirī ānkh ke kuchh der chamaknā