Poet
باقر آگاہ ویلوری
Poems
- اگرچہ دل کو لے ساتھ اپنے آیا اشک مرانگاہ میں تری ہرگز نہ بھایا اشک مراagarche dil ko le sāth apne āyā ashk mirānigāh meñ tirī hargiz na bhāyā ashk mirā
- دل کو لے جی کو اب لبھاتے ہواس لیے بن بنا کے آتے ہوdil ko le jī ko ab lubhāte hois liye ban banā ke āte ho
- رہتا ہے زلف یار مرے من سے من لگااے ناگ ترے ہاتھ یہ کیا خوب من لگاrahtā hai zulf-e-yār mire man se man lagāai nāg tire hāth ye kyā ḳhūb man lagā
- زخم اس سوکے کی کاری ہے خدا خیر کرےلوہو سیلاب سا جاری ہے خدا خیر کرےzaḳhm is soke kī kārī hai ḳhudā ḳhair karelohū sailāb sā jārī hai ḳhudā ḳhair kare
- شاہد غیب ہویدا نہ ہوا تھا سو ہواحسن پر آپ نے شیدا نہ ہوا تھا سو ہواshāhid-e-ġhaib huvaidā na huā thā so huāhusn par āp ne shaidā na huā thā so huā
- کیوں کر نہ ایسے جینے سے یا رب ملول ہوںجب اس طرح عدم کا بھی میں ناقبول ہوںkyūñ kar na aise jīne se yā rab malūl hūñjab is tarah adam kā bhī maiñ nāqubūl hūñ
- محو فریاد ہو گیا ہے دلآہ برباد ہو گیا ہے دلmahv-e-fariyād ho gayā hai dilāh barbād ho gayā hai dil
- نہیں ہے اشک سے یہ خون ناب آنکھوں میںبھرا ہے رنگ سے تیرے شہاب آنکھوں میںnahīñ hai ashk se ye ḳhūn-e-nāb ānkhoñ meñbharā hai rang se tere shahāb ānkhoñ meñ
- دل میں دل دار نہاں تھا مجھے معلوم نہ تھاادھر ادھر میں دواں تھا مجھے معلوم نہ تھاdil meñ dil dār-e-nihāñ thā mujhe ma.alūm na thāidhar idhar meñ davāñ thā mujhe ma.alūm na thā
- لب جاں بخش کے میٹھے کا تیرے جو مزہ پایاتو چشمہ زندگی کا اپنی لبریز بقا پایاlab-e-jāñ baḳhsh ke mīṭhe kā tere jo maza pāyātū chashma zindagī kā apnī labrez baqā pāyā