Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

امین حزیں سیالکوٹی

Poems

Meter
  1. afsāna-e-hayāt ko dohrā rahā hūñ maiñyūñ apnī umr-e-rafta ko lauṭā rahā hūñ maiñ
  2. bhaṛkī huī hai sham-e-shabistān-e-zindagīshola na chūm le kahīñ dāmān-e-zindagī
  3. tavānā hūñ dil-e-ranjūr kī saugand kyūñ khā.ūñmaiñ jab muḳhtār hūñ majbūr kī saugand kyūñ khā.ūñ
  4. lāle paṛe haiñ jān ke jīne kā ehtimām karjin meñ ho kaif-e-zindagī bahr-e-ḳhudā vo kām kar
  5. numūd-e-rang-o-bū ne mār ḍālāusī kī ārzū ne mār ḍālā
  6. yūñ dil hai sar ba sajda kisī ke huzūr meñjaise ke ġhauta zan ho koī bahr nūr meñ