Poet
Aamir Suhail
b. 1977
Poems
- اب تم کو ہی ساون کا سندیسہ نہیں بننامجھ کو بھی کسی اور کا رستہ نہیں بنناab tum ko hī sāvan kā sundīsah nahīñ bannāmujh ko bhī kisī aur kā rasta nahīñ bannā
- ادا ہے خواب ہے تسکین ہے تماشا ہےہماری آنکھ میں اک شخص بے تحاشا ہےadā hai ḳhvāb hai taskīn hai tamāshā haihamārī ānkh meñ ik shaḳhs be tahāshā hai
- اس جادہ عشاق کی تقدیر عجب ہےمٹھی میں جہاں پاؤں میں زنجیر عجب ہےis jāda ushshāq kī taqdīr ajab haimuṭṭhī meñ jahāñ pā.oñ meñ zanjīr ajab hai
- اک وظیفہ ہے کسی درد کا دہرایا ہواجس کی زد میں ہے پہاڑوں کا دھواں آیا ہواik vazīfa hai kisī dard kā dohrāyā huājis kī zad meñ hai pahāṛoñ kā dhuāñ āyā huā
- دل یار کا تخت ہوا ہی نہیںجیون خوش بخت ہوا ہی نہیںdil yār kā taḳht huā hī nahīñjīvan ḳhush baḳht huā hī nahīñ
- رستے میں عجب آثار ملےجوں کوئی پرانا یار ملےraste meñ ajab āsār milejūñ koī purānā yār mile
- سبز حکایت سرخ کہانیتیرے آنچل کی مہمانیsabz hikāyat surḳh kahānītere ānchal kī mehmānī
- سر کو آواز سے وحشت ہی سہیاور وحشت میں اذیت ہی سہیsar ko āvāz se vahshat hī sahīaur vahshat meñ aziyyat hī sahī
- سسکیوں ہچکیوں آہوں کی فراوانی میںالجھنیں کتنی ہیں اس عشق کی آسانی میںsiskiyoñ hichkiyoñ āhoñ kī farāvānī meñuljhaneñ kitnī haiñ is ishq kī āsānī meñ
- کنول جو وہ کنار آب جو نہ ہوکسی بھی اپسرا سے گفتگو نہ ہوkanval jo vo kanār-e-āb jū na hokisī bhī apsrā se guftugū na ho
- کہانیوں نے ذرا کھینچ کر بدن اپنےحرم سرا سے بلایا ہمیں وطن اپنےkahāniyoñ ne zarā khīñch kar badan apneharam sarā se bulāyā hameñ vatan apne
- گلے سے دیر تلک لگ کے روئیں ابر و سحابہٹا دیے ہیں زمان و مکاں کے ہم نے حجابgale se der talak lag ke roeñ abr-o-sahābhaṭā diye haiñ zamān-o-makāñ ke ham ne hijāb
- لہو رگوں میں سنبھالا نہیں گیا مجھ سےکسی دشا میں اچھالا نہیں گیا مجھ سےlahū ragoñ meñ sambhālā nahīñ gayā mujh sekisī dashā meñ uchhālā nahīñ gayā mujh se
- لہو میں رنگ سخن اس کا بھر کے دیکھتے ہیںچراغ بام سے جس کو اتر کے دیکھتے ہیںlahū meñ rang-e-suḳhan us kā bhar ke dekhte haiñcharāġh-e-bām se jis ko utar ke dekhte haiñ
- مٹی کی صراحی ہےپانی کی گواہی ہےmiṭṭī kī surāhī haipānī kī gavāhī hai
- یہ ترے حسن کا آویزہ جو مہتاب نہیںکعبۂ عشق نہیں روضہ یک خواب نہیںye tire husn kā āveza jo mahtāb nahīñka.aba-e-ishq nahīñ rauza yak ḳhvāb nahīñ