Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Aamir Shauqi

b. 1997

Poems

Meter
  1. ai ḳhudā hasrat-o-jazbāt ke māre hue logab kahāñ jā.eñ ye hālāt ke māre hue log
  2. ai ḳhudā kaisā samāñ āyā haishahr meñ har sū dhuāñ chhāyā hai
  3. tanhā.ī kī āġhosh meñ thā sub.h se pahlemiltī rahī ulfat kī sazā sub.h se pahle
  4. terī ummīd ke asbāb nazar āte nahīñkyūñ mujhe koī hasīñ ḳhvāb nazar āte nahīñ
  5. ḍūbte ḍūbte sūraj ne ziyā.eñ deñ haiñterī yādoñ ne bahut dil ko sadā.eñ deñ haiñ
  6. sard mausam hai bahut hijr kā āzār bhī haikyā kaheñ tujh se ye dil ġham meñ giraftār bhī hai
  7. kaun sukh chain se hai kis kī pazīrā.ī haiterī duniyā meñ har ik moṛ pe rusvā.ī hai
  8. masale aur bhī haiñ ishq ke āzār ke sāthsirf ik karb nahīñ umr kī raftār ke sāth
  9. mausam-e-gul meñ bhī gul nazr-e-ḳhizāñ haiñ sāremutma.in koī nahīñ mahv-e-fuġhāñ haiñ sāre
  10. nasīb meñ hai judā.ī to ronā dhonā kiyāhai sārī chīz parā.ī to ronā dhonā kiyā