Poet
Aali Gopalpuri
1912–1980
Poems
- بہار آئی ہے عالم میں عجب وحشت کا ساماں ہےبیاباں میں کبھی گھر ہے کبھی گھر میں بیاباں ہےbahār ā.ī hai ālam meñ ajab vahshat kā sāmāñ haibayābāñ meñ kabhī ghar hai kabhī ghar meñ bayābāñ hai
- تجھ کو دیکھے اک زمانہ ہو گیازہر اب تو آب و دانہ ہو گیاtujh ko dekhe ik zamāna ho gayāzahr ab to āb-o-dāna ho gayā
- زندگی اک درد و غم کا ساز ہےموت جس کی آخری آواز ہےzindagī ik dard-o-ġham kā sāz haimaut jis kī āḳhirī āvāz hai
- کبھی داستان ہستی یہ تمام تک نہ پہنچےنہ فنا سے آشنا ہو تو دوام تک نہ پہنچےkabhī dāstān-e-hastī ye tamām tak na pahuñchena fanā se āshnā ho to davām tak na pahuñche
- لگا کے دل کبھی آنسو بھی ہم بہا نہ سکےلگی جو آگ جگر میں اسے بجھا نہ سکےlagā ke dil kabhī ānsū bhī ham bahā na sakelagī jo āg jigar meñ use bujhā na sake
- مل گئی درد کی دوا دل کورکھے اللہ میرے قاتل کوmil ga.ī dard kī davā dil korakhe allāh mere qātil ko
- نظر دیکھتے ہیں جگر دیکھتے ہیںتجھے ہر طرف جلوہ گر دیکھتے ہیںnazar dekhte haiñ jigar dekhte haiñtujhe har taraf jalva gar dekhte haiñ
- نہیں مجھ کو حسرت ماسوا پس اب اس کی یاد سے کام ہےنہ وہ اب شباب کے ولولے نہ خیال شیشہ و جام ہےnahīñ mujh ko hasrat-e-māsivā pas ab us kī yād se kām haina vo ab shabāb ke valvale na ḳhayāl shīsha-o-jām hai
- ہجوم غم جاوداں ہو رہا ہےمرے صبر کا امتحاں ہو رہا ہےhujūm-e-ġham-e-jāvedāñ ho rahā haimire sabr kā imtihāñ ho rahā hai