Arooz is now on the App Store, for iPhone and iPad. Download →

Poet

Aal-e-Umar

b. 1995

Poems

Meter
  1. ik to use har bāt meñ had chāhiye merīphir us pe mohabbat bhī ashad chāhiye merī
  2. aisī vusat ke chamakte haiñ sitāre dil meñus ko rahnā hī nahīñ āyā hamāre dil meñ
  3. ek dafa vo mujhe dil meñ to āne detāmaiñ use shām nahīñ detā zamāne detā
  4. dūsrā ishq mirī jān nahīñ kar saktāye tirā hāfiz-e-qurān nahīñ kar saktā
  5. karūñgā ishq virāsat kā kuchh batā.ūñgā na.īñmaiñ ik ġharīb kī beṭī ko āzmā.ūñgā na.īñ
  6. vafā ke dovñ pe hañs rahā thāmujhe nayā hijr ho gayā thā